Wednesday, July 14, 2010

Koi kahe, kehta rahe, jitna bhi humko deewana!!!

Koi kahe, kehta rahe kitna bhi humko deewana - 2
Hum logon ko Dadi ko hai bas rijhaana
Jab saaz hai, aawaaz hai, phir kis liye hichkichaana - 2
Oh, gaayenge hum Dadi ke bhajano ka taraana...

Bigade duniya, bigadne bhi do
Jhagade duniya, jhagadne bhi do
Lade jo duniya, ladne bhi do, hum Dadi dhun hi gaaye
Duniya roothe, roothne do
Bandhan toote, tootne do
Koi chhoote, chhootne do, na ghabraao
Hum hain naye, andaaz kyoon ho puraana - 2

Aankhon mein hain narmiyaan, yeh Dadiji ki pehchaan hai
Darr kya hai aur haar kya, ab hum isse anjaan hai
Dadi se bane hain aasmaan aur zameen
Sitaarein se Woh sajeen hain, hamein hai yakeen
Dadi ke darr pe hai hamaara thikaana
Hum hain naye, andaaz kyoon ho puraana

Jhunjhnun ka jo des hai, Dadi wahin hai baseen
Itni hai sundar chhavi,Aur meethi hai Inki haseen
Jo bhi mann se puje, Apni mahima dikhaate rahe
Kya hai galat aur kya hai sahi sikhaathee rahe
Aaye hamein deedar me palken bichaane
Hum hain naye, andaaz kyoon ho puraana


Koi kahe, kehta rahe kitna bhi humko deewana
Koi, kehta, kitna bhi humko deewana
Oh, Hum logon ko Dadi ko hai bas rijhaana
Oh, Jab saaz hai, aawaaz hai, phir kis liye hichkichaana
Jab saaz hai, aawaaz hai, phir kis liye hichkichaana
Oh, gaayenge hum Dadi ke bhajano ka taraana...

Bigade duniya, bigadne bhi do
Jhagade duniya, jhagadne bhi do
Lade jo duniya, ladne bhi do, hum apni dhun gaao
Duniya roothe, roothne do

Bandhan toote, tootne do
Koi chhoote, chhootne do, na ghabraao
Hum hain naye, andaaz kyoon ho puraana
Oh, hum hain naye, andaaz kyoon ho puraana

No comments:

Post a Comment

Jai Dadi Ki