Monday, May 24, 2010

Chandra Tappe, Sooraj Tappe...

Chandra Tappe, Sooraj Tappe, Udgan Tappe Aakash,
Inn sabse badhkar tappe, Satiyon ka suprakash

Jai Jai Sri Ranisati, Sapta punj aadhar,
Charan Kamal dhari dhyan main, pranvahun barambar

Mera apna kuch nahin, jo kuch hai so toy,
Tera tujhko saunpte, kya laagat hai moy

Mayya sab kuch manglyo, jo kuch mere paas,
Do naina mat mangiyo, thare daras ki aas

Seva pooja bandgi, sabhi aapke haath
Main toh kuch jaanu nahi, the jaano meri Maat

Jagdamba jagtarini, Rani Sati meri Maat
Bhool chuk sab maaf kar, rakhiyo sir pe haath ll

Bail Chadhe Shivji mile, Garuda chadde Bhagwan
Singh Chadhe Dadi mile, ho sab ka kalyan

No comments:

Post a Comment

Jai Dadi Ki